Doston Aaj Kha Hamara Yah Le Article Un Blogger’s Ke Liye Hai. Jo Blogging Ke Liye Blogspot Platform Kaa Estemaal Karte Hain!
Yadi Aapka Blog Bhi Blogspot Platform Par Hai to Aap Bhali-Bhaanti jaante honge ki aapki Blog ke liye behatar loading speed hona kitnaa jaruri hai.
5 Best Google AMP Blogger Template 2019 + SEO Friendly
Doston kyaa aap jaante hain Website ki loding Speed yadi slow hai to Blog me Quality Traffic paane ka aapkaa yah sapnaa chur-chur ho saktaa h kyunki koi bhi User slow loding Website par Visit karna pasand nahin kartaa.
To sawaal aataa hai ki ham apne Blogspot Blog ki loding speed ko kaise badhaaye to eska Jawaab hai ek sahi template ko Choose karke
Aksar Naye Blogger’s yahi galti karte hain ki vah apne Blog me ek sahi template ka USE nahi karte. jis vajah se baad me unhen kayi Problems kaa saamna karnaa padtaa hai.
Dosto Blog me sahi Template ka estemaal karnaa n Sirf aapki Loading Speed ko badhataa hai balki eske kayi anek Faayde bhi hote hain.
To doston aaj ke es Article me aap Google Amp Blogger Template’s ke baare me jaanenge jinme se aap kisi bhi Template kaa estemaal kar apne Blog ki Speed ko behatar bana sakte hain!
Dosto en Template’s ke baare me janne se Pahle yadi aap naye Blogger hain to aapke man men yah savaal aa rahaa hogaa ki yah
AMP Kya Hai ?
Amp Matlab “Accelerated Mobile Pages” Amp ke jariye aapki site slow internet me bhi fast load hoti hai. Esliye website ki acchi Speed ke liye site me Amp ka enable hona behad jaruri hai.
Eske alawa Amp kaa estemaal karnaa Esliye bhi behatar hotaa hai kyonki esse aapki Site Fast load hone ke saath hi Mobile ho yaa desktap dono Devices me site ka design behatrin hotaa hai!
Site me jab Amp Enable hotaa hai to vah Fast esliye load hoti hai kyonki esme jo sabhi Extra Code hote hain vah Amp se Remove ho jaate hain. jis vajah se Site Fast load hoti hai to aaiye ab hum jaante hain
Top 5 Best Google Amp Templates
Note- Doston yaha batayi gyi sabhi Template’s ko aap free me Download kar apne Blog me estemaal kar sakte hain!
1 Infinite AMP Responsive Blogger Template
- Some special Features-
- Responsive
- Google Testing Tool Validator
- Mobile Friendly
- Disqus Comments
- Breadcrumbs
- SEO Friendly
- Dynamic Heading
- Social Share Button
- Valid Schema.org
- High CTR
- Menu Navigation
- Column
- Shortcodes
- Footer Menu
- Related Posts
- Search Box
- Subscription Widget
2. Vletters AMP Blogger Template
- Features
- Responsive True Check
- Google Testing Tool Validator True Chexk
- SEO Friendly
- Menu Navigation
- Valid Schema.org
- Breadcrumbs
- Related Posts
- Search Box
- Social Share Button
- Shortcodes
- Disqus Comments
3. Responsive AMP Blogger Template Seoamp
- Special Features
- Vletters AMP Blogger Template
- AMP HTML
- Responsive
- Seo Friendly
- Personal Blog
- Menu
- Search Box
- Comment Disqus
- Social Share
- More…
4. Infinite JLB
- special Features-
- Features
- Valid AMP
- Beatiful and easy navigation
- Support Disquss Comment
- Image Watermark
- Canonical AMP page
- etc
5 AMP Breaking News – Free Blogger Template
- Special features-
- Structured data
- Amp HTML 100%
- AMP sidebar
- AdSense
- Material Design
- Responsive design
- Gadget breaking news
- Box search
- Gadget Subscribe
- Buttons Addthis
- Disqus Comments
- Random post
- Slideshow
- Popular post
- Responsive menu
- Widget label
- Post card
- SEO
Doston yah thi aapke Blogspot Blog ke liye kuchh best Templates jinkaa estemaal kar aap Free men apni Site ki loding Speed Aur Design ko behatar banaa sakte hain।
To aapko kaisaa lagaa yah Article! Comment ke jariye Apne vichaaron ko ham tak jarur pahunchaye। yadi aapka es lekh se Related koi man me koi savaal hai to vah bhi Comment ke jariye puchh sakte hain.
Doston Agar Jankari Pasand Aayi Hai To Es Post Ko Dusre Blogger’s Ke Sath Share Jarur Karen
Sir ji kya is template se Adsense approval mil jayega kya
bhai mil jayega
Thanks great