Website पर Traffic कैसे बढ़ाये व्हाट्सप्प फेसबुक से ?

0
1551
Facebook Whatsapp Se Webstite Par Traffic Kaise Badhaye
Facebook Whatsapp Se Webstite Par Traffic Kaise Badhaye

Website Par Traffic कैसे बढ़ाये, Hello Dosto Swagat Hai Aapka Aaj Ke Is Naye Article Me Aaj Social Media Kitna Powerfull Hai Eska Andaja Aaj Hum Sabhi Bloggers Laga Skte Hain।

Saal 2019 Ke Statistics Ke Mutabik Puri Duniya Me Facebook Ke 2.41 Billion Se Adhik Users Hai Aur Yahi Vajah Hai Ki Aaj Hum Dekhte Hain।

Suabh Post Ki Gyi Koi Video Ya Photo Viral Hokar Shaam Tk Aag Ki Tarah Laakhon Logo Tak Fail Jaati Hai Esliye Dosto Aaj Apne Blog Me Traffic Laane Ke Liye Facebook Ek Best Platform Ban Chuka Hai।

Parantu Kyo Sare Nye Blogger’s Ek Badi Mistake Yah Karte Hain Ki Ve Social Media Ki Taraf Dhyaan Nahi Dete Esliye Taaki Aap Yah Mistake Na Kar Sake।

Aaj Hum Aapke Liye Social Media Specially Facebook, Whatsapp Se Apne Blog Me Huge Traffic Laane Ke Kuch Tips Share Karne Ja Rhe Hain।

Read Also:- Website Par Organic Traffic Kaise Laye Best Trick 2020 ?

Popular Facebook Groups List Join And Get Instant Traffic ?

Mujhe Ummed Hai Nye Blogger’s Ke Sath Sath Purane Blogger’s Ke Liye Bhi Yah Tips Helpfull Hogi To Kya Aap Ready Hain।

Facebook, Whatsapp Se Apne Blog Website par Quality Traffic Kaise Laaye Yah Janne Ke Liye Yadi Han To Chaliye Shuru Karte Hain Chaliye Sabse Pahle Hum Jaante Hain ki Blog Me Traffic Lane Ke Liye Facebook Ka Estemaal Kis Tarah Se Karen।

फेसबुक से फ्री में ब्लॉग का ट्रैफिक कैसे बढ़ाये ?

Doston Ek Facebook Profile Kisi Person Ke Baare Men Jankaari Praapt Karne Kaa Jariya Hai Esliye Yadi Aap Apne Blog Me Facebook Ke Madhyam Se Traffic Panaa Chaahte Hain।

To Facebook Profile Me Aaj Se Hi Sabhi Jaruri Jankaariyan Jaise Ki Bio Men Apne Blog Ki Jankaari,

Contact Info Aur Blog Kaa Link Add Jarur Karen Kyonki Ek Complete profile Na Sirf Aapki Identity Batati Hai, Balki Yah Aapke Blog Me Traffic Lane Men Madadgaar Saabit Hogi।

Facebook Group Se Blog Website Par Traffic Kaise Badhaye ?

Dosto Yadi Aapne Ab Tak Apne Blog Kaa Facebook Page Nahin Banaya Hai, To Es Article Ko Puraa Padhne Ke Baad Apne Blog Ke Liye Facebook Page Banaye।

Doston Eskaa Ek Mukhy Phayda Yah Hoga Ki Jab Bhi Aap Blog Me Nayi Post Publish Karenge To Aap Facebook Page Par Bhi Us Post Kaa Link Dekar Logon Ko Bataa Sakte Hain।

Halanki SHURUAATI Daur Men Jab Aap Facebook Page Banayenge To Ekdum Se Usme Hajaaron, Laakhon Likes Nahin Aayenge Enhe Aane Men Time Lagega Jiske Liye।

Aap Shuruaat Men Apne Doston Ko Invite Kar Sakte Hain Yaa Facebook page Par Ads Run Kar Sakte Hain Doston Aaj Ke Samay Men Apne Blog Ko Lakhon Logon Tak Pahunchenge aur Blog Men Quality Traffic Pane Ke Liye Facebook Page Behad Upyogi Hota Hai।

Facebook Page Ke Alavaa Jis Topic Par Aapka Blog Hai, Us Topic Se Judaa Ek Group Banaa Sakte Hain।

Jahaan Fb Users Aapke Blog Traffic Se Related Aapas Men Apne Vicharon Ko Group Ke Madhyam Se Rakh Sakte Hain Aur Es Tarah Bhi Aap Fb Group Ke Jariye Blog Men Traffic Paa Sakte Hain।

Social Share Button FaceBook WhatsApp Lagaye ?

Doston Apne Blog Me Social Media Ke Maadhyam Se Traffic Paane Ke Liye Blog Men Social Share Button Kaa Estemaal Karna Behad Jaruri Hai।

Eskaa Mukhy Phaydaa Yah Hai Ki Jab Kisi Reader Ko Aapke Dwara Likhaa Gayaa ARTICAL Pasand Aataa Hai To Vah Es Post Ko Social Media Facebook ya Whatsapp Groups Men Easily Share Kar Sakte Hain।

FaceBook Video Link Share Blog Traffic ?

Dosto Vartman Samay Me Facebook Par Log Video Content Dekhna Adhik Pasand Karte Hain,

Aur Esi Ko Samajhte Huye Aap Apne Blog Ke Article Se Related Ek Video Content Taiyaar Kar Sakte Hain,

Aur Saath Men Apne Blog Kaa Link De Sakte Hain Esse Aapki Audience Aayenge Ke Sath Aapke Blog Me Traffic Bhi Aayega।

Esse Logon Ki Help Hogi Aur Jab Aap Samay-samay Par Usefull Information Ko FaceBook Par Share Karte Rahenge! To Esse Aapke Blog Kaa Traffic Bhi Increase Hogaa।

Whatsapp Se Blog Par Traffic Kaise Layen ?

To Doston Yah The Facebook Ke Jariye Apne Blog Men Traffic Laane Ke Kuch Tarike! Eske Alavaa Aaj Ham Sabhi Log Whatsapp Kaa Estemaal Karte Hi Hain, To Aaiye Jaante Hain,

Doston Jab Aap Apne Blog Me Post Publish Karte Hain To Aap Apne Different Whatsapp Groups Me Post Ke Link Ko Share Karke Apne Topic Se Judi Kuch Jaankari Apne Dosto Ko De Sakte Hain।

Doston Yadi Aapke Whatsapp Par Kayi Saare Contacts Hain, To Aap Whatsapp Status Par Bhi Apne Blog Post Ko Share Kar Traffic Paa Sakte Hain।

Aapko Sirf Aapki Post kis Subject Par Hai, Es Jaankaari Ke Saath Apne Blog Post Kaa Link Add Kar Denaa Ha To Esse Bhi Aapko Dher Sara Social Traffic Mil Saktaa Hai।

Read Also:- DMCA Website Par Kaise Lagaye ?

Doston Yah The Kuchh Aajmaye Gaye Tips Jinse Aap Facebook aur Whatsapp Se Direct Traffic Paa Sakte Hain।

Aaj Ke Es Lekh Men Bas Etnaa Hi Aapko Kaisi Lagi Yah Jaankaari Apne Vichaaron Ko Jarur Share Karen।

Saath Hi Ess Jaankari Ko Social Media Par Share Karen, Taaki Aapke Sahyog Se Hamen Bhi Apne Blog Se Social Traffic Mil Sake,Aap Karenge Hamaari Sahaaytaa Naa!😊

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here